رمزِ زندگیRamz E Zindagi

شيخ مکتب سے

Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 3 sher · Roman Urdu ke saath

Sheikh-e-Maktab Hai Ek Amarat GarJis Ki San’at Hai Rooh-e-Insani
Nukta-e-Dilpazeer Tere LiyeKeh Gaya Hai Hakeem-e-Qa’ani
“Paish-e-Khurshid Barmaksh DiwarKhawahi Ar Sehan-e-Khana Noorani”