ذکر و فکر
Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 3 sher · Roman Urdu ke saath
Ye Hain Sub Aik Hi Salik Ki Justujoo Ke MaqamWoh Jis Ki Shan Mein Aya Hai ‘Allam Al-Asma’
Maqam-e-Zikr, Kamalat-e-Rumi-O-AttarMaqam-e-Fikr, Maqalat-e-Bu Ali Seena
Maqam-e-Fikr Hai Pemaish-e-Zaman-o-MakanMaqam-e-Zikr Hai Subhana Rubi Al Aala