مرد فرنگ
Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 3 sher · Roman Urdu ke saath
Hazar Bar Hakeemon Ne Iss Ko SuljhayaMagar Ye Masla-e-Zan Raha Wahin Ka Wahin
Qasoor Zan Ka Nahin Hai Kuch Iss Kharabi MeinGawah Iss Ki Sharafat Pe Hain Mah-o-Parveen
Fasad Ka Haifarangi Maasharat Mein ZahoorKe Mard Sada Hai Bechara Zan Shanas Nahin