يہ نکتہ خوب کہا شير شاہ سوري نے
Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 4 sher · Roman Urdu ke saath
Ye Nukta Khoob Kaha Sher Shah Suri NeKe Imtiaz-e-Qabail Tamam Tar Khwari
Aziz Hai Unhain Naam-e-Waziri-o-MehsoodAbhi Ye Khilaat-e-Afghaniat Se Hain Aari
Hazar Parah Hai Kuhasar Ki MusalmaniKe Har Qabeela Hai Apne Buton Ka Zunnari
Wohi Haram Hai, Wohi Itebaar-e-Laat-o-ManaatKhuda Naseeb Kare Tujh Ko Zarbat-e-Kari!