رہتا نہیں ایک بھی ہمارے پلےواں ایک کے تین تین بن جاتے ہیںRehta Nahin Aik Bhi Humare PalleWaan Aik Ke Teen Teen Ban Jate Hainعلامہ اقبالAllama Iqbal
مشرق میں اصول دین بن جاتے ہیںمغرب میں مگر مشین بن جاتے ہیںMashriq Mein Asool Deen Ban Jate HainMaghrib Mein Magar Machine Ban Jate Hainعلامہ اقبالAllama Iqbal
لڑکیاں پڑھ رہی ہیں انگریزیڈھونڈلی قوم نے فلاح کی راہLarkiyan Parh Rahi Hain AngraiziDhoond Li Qoum Ne Falah Ki Rahعلامہ اقبالAllama Iqbal
روش مغربی ہے مدنظروضع مشرق کو جانتے ہیں گناہRawish-e-Maghrabi Hai Madd-e-NazarWazaa-e-Mashriq Ko Jante Hain Gunahعلامہ اقبالAllama Iqbal
یہ ڈراما دکھائے گا کیا سینپردہ اٹھنے کی منتظر ہے نگاہYe Drama Dikhaye Ga Kya SeenParda Uthne Ki Muntazir Hai Nigahعلامہ اقبالAllama Iqbal