اس میں پیری کی کرامت ہے نہ میری کا ہے زورسینکڑوں صدیوں سے خوگر ہیں غلامی کے عوامIss Mein Peeri Ki Karamat Hai Na Meeri Ka Ha ZorSaikrhon Sadiyon Se Khugar Hain Ghulami Ke Awamعلامہ اقبالAllama Iqbal
دور حاضر ہے حقیقت میں وہی عہد قدیماہل سجادہ ہیں یا اہل سیاست ہیں امامDour-e-Hazir Hai Haqiqat Mein Wohi Ehd-e-QadeemAhle-e-Sajadah Hain Ya Ahl-e-Siasat Hain Imamعلامہ اقبالAllama Iqbal
خواجگی میں کوئی مشکل نہیں رہتی باقی!پختہ ہو جاتے ہیں جب خوئے غلامی میں غلامKhawajgi Mein Koi Mushkil Nahin Rehti BaqiPukhta Ho Jate Hain Jab Khuwe-e-Ghulami Mein Ghulam!علامہ اقبالAllama Iqbal