وصل کی ٹھہراوے ظالم تو کسی صورت سے آجورنہ ٹھہری کچھ ترے مائل کے دل میں اور ہےvasl kī Thahrāve zālim to kisī sūrat se aajvarna Thahrī kuchh tire maa.il ke dil meñ aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
واں ارادہ آج اس قاتل کے دل میں اور ہےاور یہاں کچھ آرزو بسمل کے دل میں اور ہےvaañ irāda aaj us qātil ke dil meñ aur haiaur yahāñ kuchh aarzū bismil ke dil meñ aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہے ہلال و بدر میں اک نور پر جو روشنیدل میں ناقص کے ہے وہ کامل کے دل میں اور ہےhai hilāl o badr meñ ik nuur par jo raushnīdil meñ nāqis ke hai vo kāmil ke dil meñ aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
پہلے تو ملتا ہے دل داری سے کیا کیا دل رباباندھتا منصوبے پھر وہ مل کے دل میں اور ہےpahle to miltā hai dildārī se kyā kyā dilrubābāñdhtā mansūbe phir vo mil ke dil meñ aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہے مجھے بعد از سوال بوسہ خواہش وصل کییہ تمنا ایک اس سائل کے دل میں اور ہےhai mujhe bād-az-savāl-e-bosa ḳhvāhish vasl kīye tamannā ek is saa.il ke dil meñ aur haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar