رمزِ زندگیRamz E Zindagi

قيد خانے ميں معتمدکي فرياد

Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 4 sher · Roman Urdu ke saath

Ek Faghan-e-Be Sharar Seene Mein Baqi Reh GyiSouz Bhi Rukhsat Huwa, Jati Rahi Taseer Bhi
Mard-e-Hur Zindan Mein Hai Be-Naiza-o-Shamsheer AajMain Pasheman Hun, Pasheman Hai Meri Tadbeer Bhi
Khud-Ba-Khud Zanjeer Ki Janib Khincha Jata Hai DilThi Issi Foulad Se Shaid Meri Shamsheer Bhi
Jo Meri Taeg-e-Dodam Thi, Ab Meri Shamsheer HaiShoukh-o-Be Parwa Hai Kitna Khaliq-e-Taqdeer Bhi !