رمزِ زندگیRamz E Zindagi

معزول شہنشاہ

Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 3 sher · Roman Urdu ke saath

Ho Mubarik Uss Shahenshah-e-Nikofar Jaam KoJis Ki Qurbani Se Asrar-e-Mulookiyat Hain Faash
'Shah' Hai Bartanvi Mandar Mein Ek Mitti Ka ButJis Ko Kar Sakte Hain, Jab Chahain Poojari Paash Paash
Hai Ye Mushk Amaiz Afyoon Hum Ghulamon Ke LiyeSahir-e-Ungleen ! Mara Khawaja'ay Digar Taraash