دراج کي پرواز ميں ہے شوکت شاہيں
Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 3 sher · Roman Urdu ke saath
Durraj Ki Parwaz Mein Hai Shaukat-E-ShaheenHairat Mein Hai Sayyadm Ye Shaheen Hai Kh Durraj !
Har Qoum Ke Afkar Mein Paida Hai TalatumMashriq Mein Hai Farda’ay Qayamat Ki Namood Aaj
Fitrat Ke Taqazon Se Huwa Hashar Pe MajboorWoh Murda Kh Tha Bang-E-Sarafeel Ka Mohtaj