رمزِ زندگی
Ramz E Zindagi
Shayar
Mauzu
Roz ka sher
Ramz
Meri pasand
Search
Home
›
Shayar
›
Allama Iqbal
›
Nazm
مہمان عزيز
Nazm ·
Allama Iqbal ·
علامہ اقبال
· 2 sher · Roman Urdu ke saath
خودی
Khudi
پر ہے افکار سے ان مدرسے والوں کا ضمیر
!خوب و ناخوب کی اس دور میں ہے کس کو تمیز
Pur Hai Afkar Se In Madrase Walon Ka Zameer
Khoob-o-Na-Khoob Ki Iss Dour Mein Hai Kis Ko Tameez!
چاہیے خانہ دل کی کوئی منزل خالی
شاید آجائے کہیں سے کوئی مہمان عزیز
Chahiye Khana-e-Dil Ki Koi Manzil Khali
Shaid Aa Jaye Kahin Se Koi Mehman-e-Aziz
Allama Iqbal ka aur kalaam
Koi aur sher