زاغ کہتا ہے نہايت بدنما ہيں تيرے پر
Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 3 sher · Roman Urdu ke saath
Zaagh Kehta Hai Nihayat Bad-Numa Hain Tere ParShapparak Hehti Hai Tujh Ko Kaur Chashm-o-Be-Hunar
Lekin Ae Shahbaz! Ye Murghan-e-Sehra Ke AchootHain Fazaye Neelgun Ke Paich-o-Kham Se Be-Khabar
Un Ko Kya Maloom Uss Tair Ke Ahwal-o-MaqamatRooh Hai Jis Ki Dam-e-Parwaz Sar Ta Pa Nazar!