ان کو کیا معلوم اس طائر کے احوال و مقام!روح ہے جس کی دم پرواز سر تا پا نظرUn Ko Kya Maloom Uss Tair Ke Ahwal-o-MaqamatRooh Hai Jis Ki Dam-e-Parwaz Sar Ta Pa Nazar!Khudiعلامہ اقبالAllama Iqbal
زاغ کہتا ہے نہایت بدنما ہیں تیرے پرشپرک کہتی ہے تجھ کو کور چشم و بے ہنرZaagh Kehta Hai Nihayat Bad-Numa Hain Tere ParShapparak Hehti Hai Tujh Ko Kaur Chashm-o-Be-Hunarعلامہ اقبالAllama Iqbal
لیکن اے شہباز! یہ مرغان صحرا کے اچھوتہیں فضائے نیلگوں کے پیچ و خم سے بے خبرLekin Ae Shahbaz! Ye Murghan-e-Sehra Ke AchootHain Fazaye Neelgun Ke Paich-o-Kham Se Be-Khabarعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہر قدم کے ساتھ منزل لیکن اس کا کیا علاجعشق ہی کم بخت منزل آشنا ہوتا نہیںhar qadam ke saath manzil lekin is kā kyā ilaajishq hī kam-baḳht manzil-āshnā hotā nahīñجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
تو ایک ظل ہستی پھر کیسی خود پرستیسایہ کی پرورش ہے دامان بے خودی میںtū ek zill-e-hastī phir kaisī ḳhud-parastīsaaya kī parvarish hai dāmān-e-be-ḳhudī meñنظم طباطبائیNazm Tabatabai
خودی میں ڈوبتے ہیں پھر ابھر بھی آتے ہیںمگر یہ حوصلۂ مرد ہیچ کارہ نہیںḳhudī meñ Dūbte haiñ phir ubhar bhī aate haiñmagar ye hausla-e-mard-e-hech-kāra nahīñعلامہ اقبالAllama Iqbal