بزم شاہنشاہ میں اشعار کا دفتر کھلارکھیو یا رب یہ در گنجینۂ گوہر کھلاbazm-e-shāhanshāh meñ ash.ār kā daftar khulārakhiyo yā rab ye dar-e-ganjīna-e-gauhar khulāKhudaمرزا غالبMirza Ghalib
شب ہوئی پھر انجم رخشندہ کا منظر کھلااس تکلف سے کہ گویا بت کدے کا در کھلاshab huī phir anjum-e-raḳhshanda kā manzar khulāis takalluf se ki goyā but-kade kā dar khulāمرزا غالبMirza Ghalib
گرچہ ہوں دیوانہ پر کیوں دوست کا کھاؤں فریبآستیں میں دشنہ پنہاں ہاتھ میں نشتر کھلاgarche huuñ dīvāna par kyuuñ dost kā khā.ūñ farebāstīñ meñ dashna pinhāñ haath meñ nashtar khulāمرزا غالبMirza Ghalib
گو نہ سمجھوں اس کی باتیں گو نہ پاؤں اس کا بھیدپر یہ کیا کم ہے کہ مجھ سے وہ پری پیکر کھلاgo na samjhūñ us kī bāteñ go na pā.ūñ us kā bhedpar ye kyā kam hai ki mujh se vo parī-paikar khulāمرزا غالبMirza Ghalib
ہے خیال حسن میں حسن عمل کا سا خیالخلد کا اک در ہے میری گور کے اندر کھلاhai ḳhayāl-e-husn meñ husn-e-amal kā sā ḳhayālḳhuld kā ik dar hai merī gor ke andar khulāمرزا غالبMirza Ghalib
خدا کے عاشق تو ہیں ہزاروں بنوں میں پھرتے ہیں مارے مارےمیں اس کا بندہ بنوں گا جس کو خدا کے بندوں سے پیار ہوگاḳhudā ke āshiq to haiñ hazāroñ banoñ meñ phirte haiñ maare maaremaiñ us kā banda banūñgā jis ko ḳhudā ke bandoñ se pyaar hogāعلامہ اقبالAllama Iqbal
غالب خدا کرے کہ سوار سمند نازدیکھوں علی بہادر عالی گہر کو میں'ġhālib' ḳhudā kare ki savār-e-samand-e-nāzdekhūñ alī bahādur-e-ālī-guhar ko maiñمرزا غالبMirza Ghalib