غالب تمہیں کہو کہ ملے گا جواب کیامانا کہ تم کہا کیے اور وہ سنا کیے'ġhālib' tumhīñ kaho ki milegā javāb kyāmaanā ki tum kahā kiye aur vo sunā kiyeمرزا غالبMirza Ghalib
اس بزم میں مجھے نہیں بنتی حیا کیےبیٹھا رہا اگرچہ اشارے ہوا کیےus bazm meñ mujhe nahīñ bantī hayā kiyebaiThā rahā agarche ishāre huā kiyeمرزا غالبMirza Ghalib
دل ہی تو ہے سیاست درباں سے ڈر گیامیں اور جاؤں در سے ترے بن صدا کیےdil hī to hai siyāsat-e-darbāñ se Dar gayāmaiñ aur jā.ūñ dar se tire bin sadā kiyeمرزا غالبMirza Ghalib
رکھتا پھروں ہوں خرقہ و سجادہ رہن مےمدت ہوئی ہے دعوت آب و ہوا کیےrakhtā phirūñ huuñ ḳhirqa o sajjāda rahn-e-maimuddat huī hai dāvat āb-o-havā kiyeمرزا غالبMirza Ghalib
بے صرفہ ہی گزرتی ہے ہو گرچہ عمر خضرحضرت بھی کل کہیں گے کہ ہم کیا کیا کیےbe-sarfa hī guzartī hai ho garche umr-e-ḳhizrhazrat bhī kal kaheñge ki ham kyā kiyā kiyeمرزا غالبMirza Ghalib