کھیلنا آتا ہے ہم کو بھی شکارپر نہیں زاہد کوئی ٹٹی کی آڑkhelnā aatā hai ham ko bhī shikārpar nahīñ zāhid koī TaTTī kī aaḌالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
گھر ہے وحشت خیز اور بستی اجاڑہو گئی ایک اک گھڑی تجھ بن پہاڑghar hai vahshat-ḳhez aur bastī ujaaḌho ga.ī ek ik ghaḌī tujh bin pahāḌالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
آج تک قصر امل ہے ناتمامبندھ چکی ہے بارہا کھل کھل کے پاڑaaj tak qasr-e-amal hai nā-tamāmbañdh chukī hai bār-hā khul khul ke paaḌالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
ہے پہنچنا اپنا چوٹی تک محالاے طلب نکلا بہت اونچا پہاڑhai pahuñchnā apnā choTī tak muhālai talab niklā bahut ūñchā pahāḌالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
دل نہیں روشن تو ہیں کس کام کےسو شبستاں میں اگر روشن ہیں جھاڑdil nahīñ raushan to haiñ kis kaam kesau shabistāñ meñ agar raushan haiñ jhaaḌالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali