مرید سادہ تو رو رو کے ہو گیا تائبخدا کرے کہ ملے شیخ کو بھی یہ توفیقmurīd-e-sāda to ro ro ke ho gayā taa.ibḳhudā kare ki mile shaiḳh ko bhī ye taufīqKhudaعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہزار خوف ہو لیکن زباں ہو دل کی رفیقیہی رہا ہے ازل سے قلندروں کا طریقhazār ḳhauf ho lekin zabāñ ho dil kī rafīqyahī rahā hai azal se qalandaroñ kā tarīqعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہجوم کیوں ہے زیادہ شراب خانے میںفقط یہ بات کہ پیر مغاں ہے مرد خلیقhujūm kyuuñ hai ziyāda sharāb-ḳhāne meñfaqat ye baat ki pīr-e-muġhāñ hai mard-e-ḳhalīqعلامہ اقبالAllama Iqbal
علاج ضعف یقیں ان سے ہو نہیں سکتاغریب اگرچہ ہیں رازی کے نکتہ ہاے دقیقilāj-e-zof-e-yaqīñ in se ho nahīñ saktāġharīb agarche haiñ 'rāzī' ke nukta-hā-e-daqīqعلامہ اقبالAllama Iqbal
اسی طلسم کہن میں اسیر ہے آدمبغل میں اس کی ہیں اب تک بتان عہد عتیقusī tilism-e-kuhan meñ asiir hai aadambaġhal meñ us kī haiñ ab tak butān-e-ahd-e-atīqعلامہ اقبالAllama Iqbal
اس مرد خود آگاہ خدا مست کی صحبتدیتی ہے گداؤں کو شکوہ جم و پرویزUss Mard-e-Khud Aagah-o-Khuda-Mast Ki SohabatDeti Hai Gadaon Ko Shikoh-e-Jam-o-Pervaizعلامہ اقبالAllama Iqbal
محکوم کے الہام سے اللہ بچائےغارت گر اقوام ہے وہ صورت چنگیزMehkoom Ke Ilhaam Se Allah BachayeGharat Gar-e-Aqwam Hai Woh Soorat-e-Changaizعلامہ اقبالAllama Iqbal