!شگفتہ ہو کے کلی دل کی پھول ہو جائے!یہ التجائے مسافر قبول ہو جائےShugufta Ho Ke Kali Dil Ki Phool Ho Jaye!Ye Iltijaye Musafir Qabool Ho Jaye!Baharعلامہ اقبالAllama Iqbal
فرشتے پڑھتے ہیں جس کو وہ نام ہے تیرابڑی جناب تری، فیض عام ہے تیراFarishte Parhte Hain Jis Ko Woh Naam Hai TeraBari Janab Teri, Faiz Aam Hai Teraعلامہ اقبالAllama Iqbal
ستارے عشق کے تیری کشش سے ہیں قائمنظام مہر کی صورت نظام ہے تیراSitare Ishq Ke Teri Kashish Se Hain QaeemNizam-e-Mehr Ki Soorat Hai Teraعلامہ اقبالAllama Iqbal
تری لحد کی زیارت ہے زندگی دل کیمسیح و خضر سے اونچا مقام ہے تیراTeri Lehad Ki Ziarat Hai Zindagi Dil KiMaseeh-o-Khizar Se Uncha Maqam Hai Teraعلامہ اقبالAllama Iqbal
نہاں ہے تیری محبت میں رنگ محبوبیبڑی ہے شان، بڑا احترام ہے تیراNihan Hai Teri Mohabbat Mein Rang-e-MehboobiBari Hai Shaan, Ehtaraam Hai Teraعلامہ اقبالAllama Iqbal
ایجاد کرتی ہے اسے تیرے لیے بہارمیرا رقیب ہے نفس عطر سائے گلījād kartī hai use tere liye bahārmerā raqīb hai nafas-e-itr-sā-e-gulمرزا غالبMirza Ghalib