کہاں سے تو نے اے اقبال سیکھی ہے یہ درویشیکہ چرچا پادشاہوں میں ہے تیری بے نیازی کاkahāñ se tū ne ai 'iqbāl' sīkhī hai ye darveshīki charchā pādshāhoñ meñ hai terī be-niyāzī kāعلامہ اقبالAllama Iqbal
مسلماں کے لہو میں ہے سلیقہ دل نوازی کامروت حسن عالم گیر ہے مردان غازی کاmusalmāñ ke lahū meñ hai salīqa dil-navāzī kāmuravvat husn-e-ālam-gīr hai mardān-e-ġhāzī kāعلامہ اقبالAllama Iqbal
شکایت ہے مجھے یا رب خداوندان مکتب سےسبق شاہیں بچوں کو دے رہے ہیں خاک بازی کاshikāyat hai mujhe yā rab ḳhudāvañdān-e-maktab sesabaq shāhīñ bachchoñ ko de rahe haiñ ḳhāk-bāzī kāعلامہ اقبالAllama Iqbal
بہت مدت کے نخچیروں کا انداز نگہ بدلاکہ میں نے فاش کر ڈالا طریقہ شاہبازی کاbahut muddat ke naḳhchīroñ kā andāz-e-nigah badlāki maiñ ne faash kar Daalā tarīqa shāh-bāzī kāعلامہ اقبالAllama Iqbal
قلندر جز دو حرف لا الہ کچھ بھی نہیں رکھتافقیہ شہر قاروں ہے لغت ہائے حجازی کاqalandar juz do harf-e-lā-ilāh kuchh bhī nahīñ rakhtāfaqīh-e-shahr qārūñ hai luġhat-hā-e-hijāzī kāعلامہ اقبالAllama Iqbal