تعلیم پیر فلسفہء مغربی ہے یہناداں ہیں جن کو ہستی غائب کی ہے تلاشTaleem-e-Peer-e-Falsafa-e-Maghrabi Hai YeNadan Hain Jin Ko Hasti-e-Ghaeeb Ki Hai Talashعلامہ اقبالAllama Iqbal
پیکر اگر نظر سے نہ ہو آشنا تو کیاہے شیخ بھی مثال برہمن صنم تراشPaikar Agar Nazar Se Na Ho Ashna To KyaHai Sheikh Bhi Misal-e-Barhman Sanam Tarashعلامہ اقبالAllama Iqbal
محسوس پر بنا ہے علوم جدید کیاس دور میں ہے شیشہ عقائد کا پاش پاشMehsoos Par Bina Hai Uloom-e-Jadeed KiIss Dour Mein Hai Sheesha Aqaeed Ka Pash Pashعلامہ اقبالAllama Iqbal
مذہب ہے جس کا نام، وہ ہے اک جنون خامہے جس سے آدمی کے تخیل کو انتعاشMazhab Hai Jis Ka Naam, Woh Hai Ek Junoon-e-KhamHai Jis Se Adami Ke Takhiyul Ko Intaashعلامہ اقبالAllama Iqbal
کہتا مگر ہے فلسفہء زندگی کچھ اورمجھ پر کیا یہ مرشد کامل نے راز فاشKehta Magar Hai Falsafa-e-Zindagi Kuch AurMujh Par Liya Ye Murshid-e-Kamil Ne Raaz Faashعلامہ اقبالAllama Iqbal