اور وہ پانی کے چشمے پر مقام کارواںاہل ایماں جس طرح جنت میں گرد سلسبیلAur Woh Pani Ke Chashme Par Maqam-E-KarwanAhl-E-Aeeman Jis Tarah Jannat Mein Gird-E-Salsabeelعلامہ اقبالAllama Iqbal
ساحل دریا پہ میں اک رات تھا محو نظرگوشہ دل میں چھپائے اک جہان اضطرابSahil-E-Darya Pe Main Ek Raat Tha Mehv-E-NazarGosha-E-Dil Mein Chupaye Ek Jahan-E-Iztaraabعلامہ اقبالAllama Iqbal
شب سکوت افزا، ہوا آسودہ، دریا نرم سیرتھی نظر حیراں کہ یہ دریا ہے یا تصویر آبShab Sakoot Afza, Hawa Asoodah, Darya Naram SairThi Nazar Heeran Ke Ye Darya Hai Ya Tasveer-E-Aabعلامہ اقبالAllama Iqbal
جیسے گہوارے میں سو جاتا ہے طفل شیر خوارموج مضطر تھی کہیں گہرائیوں میں مست خوابJaise Gehware Mein So Jata Hai Tifle-E-Sheer KhawaarMouj-E-Muztar Thi Kahin Gehraiyon Mein Mast-E-Khawabعلامہ اقبالAllama Iqbal
رات کے افسوں سے طائر آشیانوں میں اسیرانجم کم ضو گرفتار طلسم ماہتابRaat Ke Ufsoon Se Tair Ashiyanon Mein AseerAnjum-E-Kam Zou Giraftar-E-Tilism-E-Mahtabعلامہ اقبالAllama Iqbal