ہم مشرق کے مسکینوں کا دل مغرب میں جا اٹکا ہےواں کنڑ سب بلوری ہیں یاں ایک پرانا مٹکا ہےHum Mashriq Ke Maskeenon Ka Dil Maghrib Mein Ja Atka HaiWaan Kantar Sub Ballori Hain Yaan Aik Purana Matka Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
مشرق میں اصول دین بن جاتے ہیںمغرب میں مگر مشین بن جاتے ہیںMashriq Mein Asool Deen Ban Jate HainMaghrib Mein Magar Machine Ban Jate Hainعلامہ اقبالAllama Iqbal
رہتا نہیں ایک بھی ہمارے پلےواں ایک کے تین تین بن جاتے ہیںRehta Nahin Aik Bhi Humare PalleWaan Aik Ke Teen Teen Ban Jate Hainعلامہ اقبالAllama Iqbal
لڑکیاں پڑھ رہی ہیں انگریزیڈھونڈلی قوم نے فلاح کی راہLarkiyan Parh Rahi Hain AngraiziDhoond Li Qoum Ne Falah Ki Rahعلامہ اقبالAllama Iqbal
روش مغربی ہے مدنظروضع مشرق کو جانتے ہیں گناہRawish-e-Maghrabi Hai Madd-e-NazarWazaa-e-Mashriq Ko Jante Hain Gunahعلامہ اقبالAllama Iqbal