ہر لحظہ ہے قوموں کے عمل پر نظر اس کی ''!براں صفت تیغ دو پیکر نظر اس کی‘Har Lehza Hai Qoumon Ke Amal Par Nazar Iss KiBurran Sift-e-Taeg-e-Do Paikar Nazar Iss Ki !’علامہ اقبالAllama Iqbal
نااہل کو حاصل ہے کبھی قوت و جبروتہے خوار زمانے میں کبھی جوہر ذاتیNa-Ahl Ko Hasil Hai Kabhi Quwwat-o-JabrootHai Khwar Zamane Meinkabhi Johar-e-Zatiعلامہ اقبالAllama Iqbal
شاید کوئی منطق ہو نہاں اس کے عمل میںتقدیر نہیں تابع منطق نظر آتیShaid Koi Mantaq Ho Nihan Iss Ke Amal MeinTaqdeer Nahin Tabe-e-Mantaq Nazar Atiعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہاں، ایک حقیقت ہے کہ معلوم ہے سب کوتاریخ امم جس کو نہیں ہم سے چھپاتیHaan, Aik Haqiqat Hai Ke Maloom Hai Sub KoTareekh-e-Ummam Jis Ko Nahin Hum Se Chupatiعلامہ اقبالAllama Iqbal