نااہل کو حاصل ہے کبھی قوت و جبروتہے خوار زمانے میں کبھی جوہر ذاتیNa-Ahl Ko Hasil Hai Kabhi Quwwat-o-JabrootHai Khwar Zamane Meinkabhi Johar-e-ZatiDuniyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
شاید کوئی منطق ہو نہاں اس کے عمل میںتقدیر نہیں تابع منطق نظر آتیShaid Koi Mantaq Ho Nihan Iss Ke Amal MeinTaqdeer Nahin Tabe-e-Mantaq Nazar Atiعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہاں، ایک حقیقت ہے کہ معلوم ہے سب کوتاریخ امم جس کو نہیں ہم سے چھپاتیHaan, Aik Haqiqat Hai Ke Maloom Hai Sub KoTareekh-e-Ummam Jis Ko Nahin Hum Se Chupatiعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہر لحظہ ہے قوموں کے عمل پر نظر اس کی ''!براں صفت تیغ دو پیکر نظر اس کی‘Har Lehza Hai Qoumon Ke Amal Par Nazar Iss KiBurran Sift-e-Taeg-e-Do Paikar Nazar Iss Ki !’علامہ اقبالAllama Iqbal
تجھے تو وعدۂ دیدار ہم سے کرنا تھایہ کیا کیا کہ جہاں کو امیدوار کیاtujhe to vāda-e-dīdār ham se karnā thāye kyā kiyā ki jahāñ ko umīd-vār kiyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
خدا کی یاد میں محویت دل بادشاہی ہےمگر آساں نہیں ہے ساری دنیا کو بھلا دیناḳhudā kī yaad meñ mahviyat-e-dil bādshāhī haimagar āsāñ nahīñ hai saarī duniyā ko bhulā denāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi