aap kā e'tibār kaun kareroz kā intizār kaun kare
داغؔ دہلوی
Dagh Dehlvi (1831–1905)
Zubaan ki safai aur andaaz ki shokhi ke liye mashhoor.
50 kalaam · 707 ashaar · 1 Ramz posts
چند اشعارDagh Dehlvi ke chune hue sher
aarzū hai vafā kare koījī na chāhe to kyā kare koī
ab vo ye kah rahe haiñ mirī maan jā.iyeallāh terī shaan ke qurbān jā.iye
abhī hamārī mohabbat kisī ko kyā ma.alūmkisī ke dil kī haqīqat kisī ko kyā ma.alūm
achchhī sūrat pe ġhazab TuuT ke aanā dil kāyaad aatā hai hameñ haa.e zamānā dil kā
ajab apnā haal hotā jo visāl-e-yār hotākabhī jaan sadqe hotī kabhī dil nisār hotā
رمزِ زندگی کی پوسٹسDagh Dehlvi — Ramz ki posts
تمام کلامSab kalaam · safha 1/2
آپ کا اعتبار کون کرےروز کا انتظار کون کرے
aap kā e'tibār kaun kare
Ghazal · 10 sher
آرزو ہے وفا کرے کوئیجی نہ چاہے تو کیا کرے کوئی
aarzū hai vafā kare koī
Ghazal · 12 sher
اب وہ یہ کہہ رہے ہیں مری مان جائیےاللہ تیری شان کے قربان جائیے
ab vo ye kah rahe haiñ mirī maan jā.iye
Ghazal · 22 sher
ابھی ہماری محبت کسی کو کیا معلومکسی کے دل کی حقیقت کسی کو کیا معلوم
abhī hamārī mohabbat kisī ko kyā ma.alūm
Ghazal · 10 sher
اچھی صورت پہ غضب ٹوٹ کے آنا دل کایاد آتا ہے ہمیں ہائے زمانا دل کا
achchhī sūrat pe ġhazab TuuT ke aanā dil kā
Ghazal · 14 sher
عجب اپنا حال ہوتا جو وصال یار ہوتاکبھی جان صدقے ہوتی کبھی دل نثار ہوتا
ajab apnā haal hotā jo visāl-e-yār hotā
Ghazal · 11 sher
باقی جہاں میں قیس نہ فرہاد رہ گیاافسانہ عاشقوں کا فقط یاد رہ گیا
baaqī jahāñ meñ qais na farhād rah gayā
Ghazal · 13 sher
بات میری کبھی سنی ہی نہیںجانتے وہ بری بھلی ہی نہیں
baat merī kabhī sunī hī nahīñ
Ghazal · 9 sher
بھویں تنتی ہیں خنجر ہاتھ میں ہے تن کے بیٹھے ہیںکسی سے آج بگڑی ہے کہ وہ یوں بن کے بیٹھے ہیں
bhaveñ tantī haiñ ḳhanjar haath meñ hai tan ke baiThe haiñ
Ghazal · 16 sher
دیکھ کر جوبن ترا کس کس کو حیرانی ہوئیاس جوانی پر جوانی آپ دیوانی ہوئی
dekh kar joban tirā kis kis ko hairānī huī
Ghazal · 21 sher
دل چرا کر نظر چرائی ہےلٹ گئے لٹ گئے دہائی ہے
dil churā kar nazar churā.ī hai
Ghazal · 9 sher
دل ناکام کے ہیں کام خرابکر لیا عاشقی میں نام خراب
dil-e-nākām ke haiñ kaam ḳharāb
Ghazal · 9 sher
دل گیا تم نے لیا ہم کیا کریںجانے والی چیز کا غم کیا کریں
dil gayā tum ne liyā ham kyā kareñ
Ghazal · 12 sher
دل کو کیا ہو گیا خدا جانےکیوں ہے ایسا اداس کیا جانے
dil ko kyā ho gayā ḳhudā jaane
Ghazal · 14 sher
دل پریشان ہوا جاتا ہےاور سامان ہوا جاتا ہے
dil pareshān huā jaatā hai
Ghazal · 15 sher
فلک دیتا ہے جن کو عیش ان کو غم بھی ہوتے ہیںجہاں بجتے ہیں نقارے وہیں ماتم بھی ہوتے ہیں
falak detā hai jin ko aish un ko ġham bhī hote haiñ
Ghazal · 14 sher
غیر کو منہ لگا کے دیکھ لیاجھوٹ سچ آزما کے دیکھ لیا
ġhair ko muñh lagā ke dekh liyā
Ghazal · 13 sher
غم سے کہیں نجات ملے چین پائیں ہمدل خون میں نہائے تو گنگا نہائیں ہم
ġham se kahīñ najāt mile chain paa.eñ ham
Ghazal · 17 sher
غضب کیا ترے وعدے پہ اعتبار کیاتمام رات قیامت کا انتظار کیا
ġhazab kiyā tire va.ade pe e'tibār kiyā
Ghazal · 29 sher
ادھر دیکھ لینا ادھر دیکھ لیناکن انکھیوں سے اس کو مگر دیکھ لینا
idhar dekh lenā udhar dekh lenā
Ghazal · 16 sher
ان آنکھوں نے کیا کیا تماشا نہ دیکھاحقیقت میں جو دیکھنا تھا نہ دیکھا
in āñkhoñ ne kyā kyā tamāshā na dekhā
Ghazal · 14 sher
اس ادا سے وہ جفا کرتے ہیںکوئی جانے کہ وفا کرتے ہیں
is adā se vo jafā karte haiñ
Ghazal · 15 sher
اس نہیں کا کوئی علاج نہیںروز کہتے ہیں آپ آج نہیں
is nahīñ kā koī ilaaj nahīñ
Ghazal · 16 sher
جلوے مری نگاہ میں کون و مکاں کے ہیںمجھ سے کہاں چھپیں گے وہ ایسے کہاں کے ہیں
jalve mirī nigāh meñ kaun-o-makāñ ke haiñ
Ghazal · 10 sher
جو ہو سکتا ہے اس سے وہ کسی سے ہو نہیں سکتامگر دیکھو تو پھر کچھ آدمی سے ہو نہیں سکتا
jo ho saktā hai us se vo kisī se ho nahīñ saktā
Ghazal · 17 sher
کعبے کی ہے ہوس کبھی کوئے بتاں کی ہےمجھ کو خبر نہیں مری مٹی کہاں کی ہے
kaabe kī hai havas kabhī kū-e-butāñ kī hai
Ghazal · 16 sher
کہتے ہیں جس کو حور وہ انساں تمہیں تو ہوجاتی ہے جس پہ جان مری جاں تمہیں تو ہو
kahte haiñ jis ko huur vo insāñ tumhīñ to ho
Ghazal · 7 sher
کون سا طائر گم گشتہ اسے یاد آیادیکھتا بھالتا ہر شاخ کو صیاد آیا
kaun sā tā.ir-e-gum-gashta use yaad aayā
Ghazal · 19 sher
خاطر سے یا لحاظ سے میں مان تو گیاجھوٹی قسم سے آپ کا ایمان تو گیا
ḳhātir se yā lihāz se maiñ maan to gayā
Ghazal · 9 sher
لے چلا جان مری روٹھ کے جانا تیراایسے آنے سے تو بہتر تھا نہ آنا تیرا
le chalā jaan mirī ruuTh ke jaanā terā
Ghazal · 15 sher
