پیدا ہے فقط حلقہ ارباب جنوں میںوہ عقل کہ پا جاتی ہے شعلے کو شرر سےPaida Hai Faqat Halq-e-Arbab-e-Junoon MeinWoh Aqal Ke Pa Jati Hai Shaole ko Sharar Seعلامہ اقبالAllama Iqbal
افکار جوانوں کے خفی ہوں کہ جلی ہوںپوشیدہ نہیں مرد قلندر کی نظر سےAfkar Jawanon Ke Khafi Hon Ke Jali HonPoshida Nahin Mard-e-Qalandar Ki Nazar Seعلامہ اقبالAllama Iqbal
معلوم ہیں مجھ کو ترے احوال کہ میں بھیمدت ہوئی گزرا تھا اسی راہ گزر سےMaloom Hain Mujh Ko Tere Ahwal Ke Main BhiMuddat Huwi Guzra Tha Iss Rah Seعلامہ اقبالAllama Iqbal
الفاظ کے پیچوں میں الجھتے نہیں دانا!غواص کو مطلب ہے صدف سے کہ گہر سےAlfaz Ke Pechon Mein Ulajhte Nahin DanaGhawwas Ko Matlab Hai Sadaf Se Ke Guhar Se!علامہ اقبالAllama Iqbal
جس معنی پیچیدہ کی تصدیق کرے دلقیمت میں بہت بڑھ کے ہے تابندہ گہر سےJis Maani-e-Pecheeda Ki Tasdeeq Kare DilQeemat Mein Bohat Barh Ke Hai Tabinda Guhar Seعلامہ اقبالAllama Iqbal