مرے حلقۂ سخن میں ابھی زیر تربیت ہیںوہ گدا کہ جانتے ہیں رہ و رسم کج کلاہیmire halqa-e-suḳhan meñ abhī zer-e-tarbiyat haiñvo gadā ki jānte haiñ rah-o-rasm-e-kaj-kulāhīMautعلامہ اقبالAllama Iqbal
یہ پیام دے گئی ہے مجھے باد صبح گاہیکہ خودی کے عارفوں کا ہے مقام پادشاہیye payām de ga.ī hai mujhe bād-e-sub.h-gāhīki ḳhudī ke ārifoñ kā hai maqām pādshāhīعلامہ اقبالAllama Iqbal
تری زندگی اسی سے تری آبرو اسی سےجو رہی خودی تو شاہی نہ رہی تو رو سیاہیtirī zindagī isī se tirī aabrū isī sejo rahī ḳhudī to shāhī na rahī to rū-siyāhīعلامہ اقبالAllama Iqbal
نہ دیا نشان منزل مجھے اے حکیم تو نےمجھے کیا گلہ ہو تجھ سے تو نہ رہ نشیں نہ راہیna diyā nishān-e-manzil mujhe ai hakīm tū nemujhe kyā gila ho tujh se tū na rah-nashīñ na raahīعلامہ اقبالAllama Iqbal
یہ معاملے ہیں نازک جو تری رضا ہو تو کرکہ مجھے تو خوش نہ آیا یہ طریق خانقاہیye muāmle haiñ nāzuk jo tirī razā ho tū karki mujhe to ḳhush na aayā ye tarīq-e-ḳhānqāhīعلامہ اقبالAllama Iqbal