دفعتہ جس سے بدل جاتی ہے تقدیر اممہے وہ قوت کہ حریف اس کی نہیں عقل حکیمDafatan Jis Se Badal Jati Hai Taqdeer-e-UmmamHai Woh Quwwat Ke Hareef Iss Ki Nahin Aqal-e-Hakeemعلامہ اقبالAllama Iqbal
خود ابوالہول نے یہ نکتہ سکھایا مجھ کووہ ابوالہول کہ ہے صاحب اسرار قدیمKhud Abu-Ul-Hol Ne Ye Nukta Sikhaya Nujh KoWoh Abu-Ul-Hol Ke Hai Sahib-e-Asrar-e-Qadeemعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہر زمانے میں دگر گوں ہے طبیعت اس کی!کبھی شمشیر محمد ہے ، کبھی چوب کلیمHar Zamane Mein Digargoon Hai Tabiat Iss KiKabhi Shamsheer-e- Muhammad (S.A.W.) Hai, Kabhi Chob-e- Kaleem (A.S.) !علامہ اقبالAllama Iqbal