کر پہلے مجھ کو زندگی جاوداں عطاپھر ذوق و شوق دیکھ دل بے قرار کا
علامہ اقبال کا شعر
اسی غزل سےIsi kalaam ke aur sher
ملتے جلتے اشعارIs mauzu par aur sher
Pukhta Tar Hai Gardish-E-Peham Se Jaam-E-ZindagiHai Yehi Ae Be-Khabar Raaz-E-Dawam-E-Zindagi
Bartar Az Andesha’ay Sood-O-Ziyan Hai ZindagiHai Kabhi Jaan Aur Kabhi Tasleem-E-Jaan Hai Zindagi
Tu Isse Pemana’ay Amroz-O-Farda Se Na NaapJavidan, Peham Dawan, Har Dam Jawan Hai Zindagi
Apni Dunya Ap Paida Kar Agar Zindon Mein HaiSirr-E-Adam Hai, Zameer-E-Kun Fikan Hai Zindagi