بنی تھی کچھ اک اس سے مدت کے بعدسو پھر بگڑی پہلی ہی صحبت کے بعدbanī thī kuchh ik us se muddat ke baadso phir bigḌī pahlī hī sohbat ke baadمیر تقی میرMir Taqi Mir
جدائی کے حالات میں کیا کہوںقیامت تھی ایک ایک ساعت کے بعدjudā.ī ke hālāt maiñ kyā kahūñqayāmat thī ek ek saa.at ke baadمیر تقی میرMir Taqi Mir
موا کوہ کن بے ستوں کھود کریہ راحت ہوئی ایسی محنت کے بعدmuā kohkan be-sutūñ khod karye rāhat huī aisī mehnat ke baadمیر تقی میرMir Taqi Mir
لگا آگ پانی کو دوڑے ہے تویہ گرمی تری اس شرارت کے بعدlagā aag paanī ko dauḌe hai tūye garmī tirī is sharārat ke baadمیر تقی میرMir Taqi Mir
کہے کو ہمارے کب ان نے سناکوئی بات مانی سو منت کے بعدkahe ko hamāre kab un ne sunākoī baat maanī so minnat ke baadمیر تقی میرMir Taqi Mir