خواہ کر انصاف ظالم خواہ کر بیداد توپر جو فریادی ہیں ان کی سن تو لے فریاد توḳhvāh kar insāf zālim ḳhvāh kar bedād tūpar jo fariyādī haiñ un kī sun to le fariyād tūبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دم بدم بھرتے ہیں ہم تیری ہوا خواہی کا دمکر نہ بد خوؤں کے کہنے سے ہمیں برباد توdam-ba-dam bharte haiñ ham terī havā-ḳhvāhī kā damkar na bad-ḳhūoñ ke kahne se hameñ barbād tūبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کیا گنہ کیا جرم کیا تقصیر میری کیا خطابن گیا جو اس طرح حق میں مرے جلاد توkyā gunah kyā jurm kyā taqsīr merī kyā ḳhatāban gayā jo is tarah haq meñ mire jallād tūبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
قید سے تیری کہاں جائیں گے ہم بے بال و پرکیوں قفس میں تنگ کرتا ہے ہمیں صیاد توqaid se terī kahāñ jā.eñge ham be-bāl-o-parkyuuñ qafas meñ tañg kartā hai hameñ sayyād tūبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دل کو دل سے راہ ہے تو جس طرح سے ہم تجھےیاد کرتے ہیں کرے یوں ہی ہمیں بھی یاد توdil ko dil se raah hai to jis tarah se ham tujheyaad karte haiñ kare yuuñ hī hameñ bhī yaad tūبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar