اے ظفر لکھ تو غزل بحر و قوافی پھیر کرخامۂ در ریز سے ہیں اب گہر باری میں ہمai 'zafar' likh tū ġhazal bahr o qavāfī pher karḳhāma-e-dur-rez se haiñ ab guhar-bārī meñ hamبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
مر گئے اے واہ ان کی ناز برداری میں ہمدل کے ہاتھوں سے پڑے کیسی گرفتاری میں ہمmar ga.e ai vaah un kī nāz-bardārī meñ hamdil ke hāthoñ se paḌe kaisī giraftārī meñ hamبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
سب پہ روشن ہے ہماری سوزش دل بزم میںشمع ساں جلتے ہیں اپنی گرم بازاری میں ہمsab pe raushan hai hamārī sozish-e-dil bazm meñsham.a saañ jalte haiñ apnī garm-bāzārī meñ hamبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
یاد میں ہے تیرے دم کی آمد و شد پر خیالبے خبر سب سے ہیں اس دم کی خبرداری میں ہمyaad meñ hai tere dam kī āmad-o-shud pur-ḳhayālbe-ḳhabar sab se haiñ is dam kī ḳhabardārī meñ hamبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جب ہنسایا گردش گردوں نے ہم کو شکل گلمثل شبنم ہیں ہمیشہ گریہ و زاری میں ہمjab hañsāyā gardish-e-gardūñ ne ham ko shakl-e-gulmisl-e-shabnam haiñ hamesha girya o zaarī meñ hamبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar