تا ہم کو شکایت کی بھی باقی نہ رہے جا
Ghazal · Mirza Ghalib · مرزا غالب · 2 sher · Roman Urdu ke saath
tā ham ko shikāyat kī bhī baaqī na rahe jāsun lete haiñ go zikr hamārā nahīñ karte
'ġhālib' tirā ahvāl sunā deñge ham un kovo sun ke bulā leñ ye ijārā nahīñ karte