بیم رقیب سے نہیں کرتے وداع ہوش
Ghazal · Mirza Ghalib · مرزا غالب · 2 sher · Roman Urdu ke saath
bīm-e-raqīb se nahīñ karte vidā-e-hoshmajbūr yaañ talak hue ai iḳhtiyār haif
jaltā hai dil ki kyuuñ na ham ik baar jal ga.eai nā-tamāmi-e-nafas-e-shola-bār haif