Bacha-e-Shaheen Se Kehta Tha Auqab-e-Saal Khurd (Purana, Tajarba kaar)Ae Tere Shehpar Pe asan Riffat-e-Charkh-e-Bareen
Hai Shabab Apne Lahoo Ki Aag Mein Jalne Ka NaamSakht Koshi Se Hai Talakh-e-Zindagaani Angbeen
Jo Kabootar Par Jhapatne Mein Maza Hai Ae Pisar!Woh Maza Shaid Kabootar Ke Lahoo Mein Bhi Nahin