!جو کبوتر پر جھپٹنے میں مزا ہے اے پسروہ مزا شاید کبوتر کے لہو میں بھی نہیںJo Kabootar Par Jhapatne Mein Maza Hai Ae Pisar!Woh Maza Shaid Kabootar Ke Lahoo Mein Bhi Nahinعلامہ اقبالAllama Iqbal
بچہء شاہیں سے کہتا تھا عقاب سالخورداے تیرے شہپر پہ آساں رفعت چرخ بریںBacha-e-Shaheen Se Kehta Tha Auqab-e-Saal Khurd (Purana, Tajarba kaar)Ae Tere Shehpar Pe asan Riffat-e-Charkh-e-Bareenعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہے شباب اپنے لہو کی آگ میں جلنے کا نامسخت کوشی سے ہے تلخ زندگانی انگبیںHai Shabab Apne Lahoo Ki Aag Mein Jalne Ka NaamSakht Koshi Se Hai Talakh-e-Zindagaani Angbeenعلامہ اقبالAllama Iqbal