رندوں کو بھي معلوم ہيں صوفي کے کمالات
Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 3 sher · Roman Urdu ke saath
Rindon Ko Bhi Maloom Hain Sufi Ke KamalaatHar Chand Ke Mashoor Nahin In Ke Karamaat
Khud Geeri-O-Khudari-O-Gulbang-E-‘Anl-Ul-Haq’Azad Ho Salik To Hain Ye Uss Ke Maqamaat
Mehkoom Ho Salik To Yehi Iss Ka ‘Hama Ost’Khud Murda Wa Khud Marqad-O-Khud Marg-E-Mafajaat!