Khush To Hain Hum Bhi Jawanon Ki Taraqqi Se MagarLab-e-Khandan Se Nikal Jati Hai Faryad Bhi Sath
Hum Samajhte The Ke Laye Gi Faraghat TaleemKya Khabar Thi Ke Chala Aye Ga Ilhad Bhi Sath
Ghar Mein Parvaiz Ke Shireen To Huwi Jalwa NumaLe Ke Ayi Hai Taisha-e-Farhad Bhi Sath
“Tukham-e-Degar Bakaf Aaryem-Wa-Bakariyem Za-NauKancha Kashtiyem Za Khujlat Natawan Kard Drau”