رمزِ زندگیRamz E Zindagi

اسيري

Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 4 sher · Roman Urdu ke saath

Hai Aseeri Atebar Afza Jo Ho Fitrat BulandQatra-e-Neesan Hai Zindan-e-Sadaf Se Arjumand
Mushk-e-Azfar Cheez Kya Hai, Ek Lahoo Ki BoondhaiMushk Ban Jati Hai Ho Kar Nafa-e-Ahu Mein Band
Har Kisi Ki Tarbiat Karti Nahin Qudrat, MagarKam Hain Woh Taeer Ke Hain Daam-o-Qafas Se Behramand
“Sehpar-e-Zaagh-o-Zaghan Dar Band-e-Qaid-o-Said NeedsAen Saadat Qismat-e-Shahbaz-o-Shaheen Kardah And”