گرچہ تو زنداني اسباب ہے
Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 4 sher · Roman Urdu ke saath
Garcha Tu Zindani-e-Asbab HaiQalb Ko Lekin Zara Azad Rakh
Aqal Ko Tanqeed Se Fusat NahinIshq Par Amaal Ki Bunyad Rakh
Ae Musalman! Har Ghari Paish-e-NazarAaya-e- ‘La Yukhliful Miaad’ Rakh
Ye ‘Lasan Al Asr’ Ka Pegham Hai“Inna Wadallahi Haqqun Yaad Rakh"