Socha Bhi Hai Ae Mard-e-Musalman Kabhi Tu NeKya Cheez Hai Foulad Ki Shamsheer-e-Jigar Dar
Uss Bait Ka Ye Misra-e-Awwal Hai Ke Jis MeinPoshida Chale Ate Hain Touheed Ke Asrar
Hai Fikr Mujhe Misra-e-Sani Ki ZiadaAllah Kare Tujh Ko Atta Faqr Ki Talwar
Qabze Mein Ye Talwar Aa Jaye To MominYa Khalid (R.A.) Janbaz Hai Ya Haidar-e-Karar (R.A.)