Kal Sahil-e-Darya Pe Kaha Mujh Se Khizar NeTu Dhoond Raha Hai Sam-e-Afrang Ka Taryaq?
Ek Nukta Mere Pas Hai Shamsheer Ki ManindBurrinda-o-Saqeel Zada-o-Roshan-o-Burraq
Kafir Ki Ye Pehchan Ke Afaq Mein Gum HaiMomin Ki Ye Pehchan Ke Gum Iss Mein Hain Afaaq!