رمزِ زندگیRamz E Zindagi

نبوت

Nazm · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 4 sher · Roman Urdu ke saath

Main Na Arif, Na Mujaddid, Na Muhaddis, Na FaqeehMujh Ko Maloom Nahin Kya Hai Nabuwwat Ka Maqam
Haan, Magar Alam-e-Islam Pe Rakhta Hun NazarFash Hai Mujh Pe Zameer-e-Falak-e-Neeli Faam
Asar-e-Hazir Ki Shab-e-Taar Mein Dekhi Main NeYe Haqeeqat Ke Hai Roshan Sifat-e-Mah-e-Tamam
“Woh Nabuwwat Hai Musalman Ke Liye Barg-e-HasheeshJis Nabuwwat Mein Nahin Quwwat-o-Shoukat Ka Payam”