Zameer Iss Madniyat Ka Deen Se Hai KhaliFarangiyon Mein Akhuwat Ka Hai Nasab Pe Qayam
Buland Tar Nahin Angraiz Ki Nigahon MeinQabool-e-Deen-e-Mesihi Se Barhaman Ka Maqam
Agar Qabool Kare, Deen-e-Mustafa (S.A.W.) , AngraizSayah Roz Musalman Rahe Ga Phir Bhi Ghulam