Ruswa Kiya Iss Dour Ko Jalwat Ki Hawas NeRoshan Hai Nigah, Aaeena-e-Dil Hai Mukaddar
Barh Jata Hai Zauq-e-Nazar Apni Hadon SeHo Jate Hain Afkar Paraganda-o-Abtar
Aghosh-e-Sadaf Jis Ke Naseebon Mein Nahin HaiWoh Qatra-e-Neesan Kabhi Banta Nahin Gohar
Khalwat Mein Khudi Hai Khudgeer, WalekinKhalwat Nahin Ab Dair-o-Haram Mein Bhi Muyassar