Ek Zinda Haqiqat Mere Seene Mein Hai MastoorKya Samjhe Ga Woh Jis Ki Ragon Mein Hai Lahoo Sard
Ne Parda, Na Taleem, Nayi Ho Ke PuraniNiswaniyat-e-Zan Ka Nigheban Hai Faqt Mard
Jis Qoum Ne Iss Zinda Haqiqat Ko Na PayaUss Qoum Ka Khursheed Bohat Jald Huwa Zard