Ye Aesh-e-Farawan, Ye Hukumat, Ye TajaratDil-e-Seena-e-Be Noor Mein Mehroom-e-Tasalli
Tareek Hai Afrang Machinon Ke Duhween SeYe Wadi-e-Ayman Nahin Shayaan-e-Tajalli
Hai Naza Ki Halat Mein Ye Tehzeeb-e-Jawan MargShaid Hon Kaleesa Ke Yuhoodi Mutawalli !