Rindan-e-Faransis Ka Maikhana SalamatPur Hai Mai-e-Gulrang Se Har Sheesha Halab Ka
Hai Khak-e-Falasteen Pe Yahoodi Ka Agar HaqHaspania Pe Haq Nahin Kyun Ahl-e-Arab Ka
Maqsad Hai Mulookiat-e-Englees Ka Kuch AurQissa Nahin Naranj Ka Ya Shehad-o-Rutab Ka