خود سمجھتا ہوں کہ رونے سے بھلا کیا حاصلپر کروں کیا یوں ہی تسکین ذرا ہوتی ہےḳhud samajhtā huuñ ki rone se bhalā kyā hāsilpar karūñ kyā yūñhī taskīn zarā hotī haiYaadاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
آج آرائش گیسوئے دوتا ہوتی ہےپھر مری جان گرفتار بلا ہوتی ہےaaj ārā.ish-e-gesū-e-dotā hotī haiphir mirī jaan giraftār-e-balā hotī haiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
شوق پابوسیٔ جاناں مجھے باقی ہے ہنوزگھاس جو اگتی ہے تربت پہ حنا ہوتی ہےshauq-e-pā-bosī-e-jānāñ mujhe baaqī hai hanūzghaas jo ugtī hai turbat pe hinā hotī haiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
پھر کسی کام کا باقی نہیں رہتا انساںسچ تو یہ ہے کہ محبت بھی بلا ہوتی ہےphir kisī kaam kā baaqī nahīñ rahtā insāñsach to ye hai ki mohabbat bhī balā hotī haiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
جو زمیں کوچۂ قاتل میں نکلتی ہے نئیوقف وہ بہر مزار شہدا ہوتی ہےjo zamīñ kūcha-e-qātil meñ nikaltī hai na.īvaqf vo bahr-e-mazār-e-shohadā hotī haiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
سبق ایسا پڑھا دیا تو نےدل سے سب کچھ بھلا دیا تو نےsabaq aisā paḌhā diyā tū nedil se sab kuchh bhalā diyā tū neداغؔ دہلویDagh Dehlvi
یادش بخیر جب وہ تصور میں آ گیاشعر و شباب و حسن کا دریا بہا گیاyādash-ba-ḳhair jab vo tasavvur meñ aa gayāsher o shabāb o husn kā dariyā bahā gayāجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
میں اور حظ وصل خدا ساز بات ہےجاں نذر دینی بھول گیا اضطراب میںmaiñ aur hazz-e-vasl ḳhudā-sāz baat haijaañ nazr denī bhuul gayā iztirāb meñمرزا غالبMirza Ghalib