پہنچے ہیں تا کمر جو ترے گیسوئے رسامعنی یہ ہیں کمر بھی برابر ہے بال کےpahuñche haiñ tā-kamar jo tire gesū-e-rasāma.anī ye haiñ kamar bhī barābar hai baal keاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
حلقے نہیں ہیں زلف کے حلقے ہیں جال کےہاں اے نگاہ شوق ذرا دیکھ بھال کےhalqe nahīñ haiñ zulf ke halqe haiñ jaal kehaañ ai nigāh-e-shauq zarā dekh-bhāl keاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
بوس و کنار و وصل حسیناں ہے خوب شغلکمتر بزرگ ہوں گے خلاف اس خیال کےbos-o-kanār-o-vasl-e-hasīnāñ hai ḳhuub shaġhlkamtar buzurg hoñge ḳhilāf is ḳhayāl keاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
قامت سے تیرے صانع قدرت نے اے حسیںدکھلا دیا ہے حشر کو سانچے میں ڈھال کےqāmat se tere sāne-e-qudrat ne ai hasīñdikhlā diyā hai hashr ko sāñche meñ Dhaal keاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
شان دماغ عشق کے جلوے سے یہ بڑھیرکھتا ہے ہوش بھی قدم اپنے سنبھال کےshān-e-dimāġh ishq ke jalve se ye baḌhīrakhtā hai hosh bhī qadam apne sambhāl keاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi